Monday, June 17, 2013

we are still alive

A BEAUTIFUL POEM BY RACHNA BANSAL


15 din vo jindgi k beete kuch is tarah
gam chup gaye the na jane kis jagah
kushiyo ka samandaer vo hasi ka nazara tha
haste haste jo sikha vaha vo bht pyara tha
suruat mai socha taha
kya hoga
kaise hoga
boring hoga ya funny hoga
per jab mile sab yaar waha to sama kuch aisa tha
din badle mausam badal geye, badal gaye sab khayab
subh ki tea din ka lunch or sham ka TANG tha lajawab
subh har roz ek nayi faculty mila karti thi
jai mata di jai mata di bus yahi kiya karthi thi
Full on aish, full on masti aise the vo din
class mai students kabhi out to kabhi in
ate jate har jagah hasi ki tahake gunja karteh the
masti mai sab vaha bade pyaree laga karte the
har sham sodto ki mehfil sajthi thi
kabhi CP kabhi toast to kabhi whats app pe dikha karthi thi.
Dost bane yaha bht ek choti si duniya thi
ant nahi suruat hai
hum sab ekdusre k sath hai
karte hai masti with full of jokes
we always say
JAI MATA DI :Let's ROCK"


1 comment:

  1. Wah wah rachna, kya likha hai tumne in 15 dino ko motiyo ki tarah pirokar mala bana di hai
    Jai mata di lets rocks

    ReplyDelete